Ek Garam Chaye Ki Pyaali Lyrics, Singer & Song Details

Har Dil Jo Pyar Karega 2000 album cover

Har Dil Jo Pyar Karega 2000 Album Details

Raj Kanwar
Anu Malik
Sameer
Salman Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji

album songs
Ek Garam Chaye Ki Pyaali
Singer : Anu Malik

Ek Garam Chaye Ki Pyaali Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Garam Chaye Ki Pyaali
Movie/album = Har Dil Jo Pyar Karega (2000)
Singer = Anu Malik
Song Lyricists = Sameer
Musc Director = Anu Malik
Director = Raj Kanwar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Ek garam chai ki pyaali ho
Koi usko pilaane waali ho
Chaahe gori ho ya kaali ho
Seene se lagaane waali ho
Mil jaaye to mit jaaye arre hum
Tararum pum....

Subah subah main nikloon ghar se choom ke uski aankhein
Har lamha bas yaad karoon uski chaahat ki baatein
Hey subah subah main nikloon ghar se choom ke uski aankhein
Har lamha bas yaad karoon uski chaahat ki baatein
Uske liye ho jeena marna
Aur bhala kya mujhko karna
Mere liye khushaali ho
Uske bina sab khaali ho
Chaahe gori ho ya kaali ho
Seene se lagaane waali ho
Mil jaaye to mit jaaye arre hum
Tararum pum....

Raat ko jab main vaapas aaoon wo darwaaza khole
Leke mujhko baahon mein love you darling bole
Raat ko jab main vaapas aaoon wo darwaaza khole
Leke mujhko baahon mein love you darling bole
Sajke mere saamne aaye
Saare din ki thakaan mitaaye
Uski ada niraali ho
Vo meri gharwaali ho
Chaahe gori ho ya kaali ho
Seene se lagaane waali ho
Mil jaaye to mit jaaye arre hum
Tararum pum....

Ek garam chai ki pyaali ho
Koi usko pilaane waali ho
Chaahe gori ho ya kaali ho
Seene se lagaane waali ho
Mil jaaye to mit jaaye arre hum
Tararum pum....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Garam Chaye Ki Pyaali

Ek Garam Chaye Ki Pyaali is a song from Har Dil Jo Pyar Karega 2000. It is sung by Anu Malik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Har Dil Jo Pyar Karega 2000 album song list for more songs and album details.