Ek Gagan Ka Raja Lyrics, Singer & Song Details

Darpan 1970 album cover

Darpan 1970 Album Details

Adurthi Subba Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Sonia Sahni

album songs
Ek Gagan Ka Raja
Singer : Lata Mangeshkar

Ek Gagan Ka Raja Lyrics

Song Title = Ek Gagan Ka Raja
Movie/Album = Darpan (1970)
Singer = Lata Mangeshkar
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director = A Subba Rao

Mp3 Song Lyrics

((ek gagan ka raja ek chaman ki rani in
dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek gagan ka raja ek chaman ki rani in
dono ke pyar ki sunau mai kahani

ek ka nam chanda ek ka nam chakori in
dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek gagan ka raja chandani rato me bato bato me
chandani rato me bas ye dono sama gaye ek duje ki aankho me
chandani rato me wo bhi pagal premi ye bhi prem diwani
in dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja

fir wo din aaya sabne samjhaya fir wo din aaya
dekho dharti gagan nahi milte kyu dhokha khaya fir wo din aaya
jhuthi aas lagai sachi bat na mani in
dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja

aage sun haye naina bhar aaye aage sun haye
ek din dono bichhad gaye aakash me badal chaye
aage sun haye chham chham barse naina
rim jhim barsa pani in dono ke pyar ki sunau mai kahani
ek ka nam chanda ek ka nam chukari
in dono ke pyar ki sunau mai kahani ek gagan ka raja ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Gagan Ka Raja

Ek Gagan Ka Raja is a song from Darpan 1970. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Darpan 1970 album song list for more songs and album details.