Ek Dushman Pe Pyar Aaya Lyrics, Singer & Song Details

Barood 1976 album cover

Barood 1976 Album Details

Pramod Chakravorty
Sachin Dev Burman
Anand Bakshi
Rishi Kapoor, Reena Roy, Shoma Anand

album songs
Ek Dushman Pe Pyar Aaya
Singer : Lata Mangeshkar

Ek Dushman Pe Pyar Aaya Lyrics

Song Title = Ek Dushman Pe Pyar Aaya
Song Lyrics Movie = Barood
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Pramod Chakravorty
Music Label = Polydor

Mp3 Song Lyrics

((dil kato me uljhaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me uljhaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
shola sabnam me lahraya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me

jadu sa chalne laga hai
mausam badalne laga hai
jadu sa chalne laga hai
mausam badalne laga hai
lagta hai mere sine se dil
bahar nikalne laga hai
shisha pathar se takraya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me uljhaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me

na pas aane diya hai na dur hone diya hai
na pas aane diya hai na dur hone diya hai
na hotho ko hasne diya hai
na aankho ko rone diya hai
bada jalim ne tadpaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me uljhaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me

aisa sitamgar kaise sayya bana re na jane
jab tak ho saka ye hamse
ham ruthe rahe nahi mane
yahi gussa ye rang laya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me uljhaya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
shola sabnam me lahraya hai
ke ek dusman pe pyar aaya hai
dil kato me..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Ek Dushman Pe Pyar Aaya Video

About Ek Dushman Pe Pyar Aaya

Ek Dushman Pe Pyar Aaya is a song from Barood 1976. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Barood 1976 album song list for more songs and album details.