Ek Doosre Ke Bin Dono Lyrics, Singer & Song Details

Shabnam 1994 album cover

Shabnam 1994 Album Details

Raman Kumar
Anu Malik
Rani Malik
Mohnish Bahl, Rakesh Bedi, Birbal

album songs
Ek Doosre Ke Bin Dono
Singer : Anuradha Paudwal, Vipin

Ek Doosre Ke Bin Dono Lyrics

Song Title = Ek Doosre Ke Bin Dono
Movie/Album = Shabnam (1994)
Singers = Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Song Lyricists = Rani Malik
Music Composer = Anu Malik

Mp3 Songs Lyrics

((Love bas love bas love bas love bas
Ek doosre ke bin dono adhoore
Ek doosre ke bin dono adhoore
Ek jaaye duniya se
Doojha bhi jeena paye
Ek doosre ke bin dono adhoore
Ek jaaye duniya se
Doojha bhi jeena paye
Love bas love bas love bas love bas

Mana ke hum abhi umar mein
Dono hai nadan
Pyar mohabbat se hai
Apni nayi nayi pahechan
Naya naya hai abhi hamari
Dil ne dhadakna sikha
Soye soye armaano ne
Abhi machalna sikha
Gale laga ke chum ke humko
Aaj karo yeh wada
Ek jaaye duniya se
Doojha bhi jeena paye
Love bas love bas love bas love bas

Samaj mein aane lagi ab
Mujhko bhi dil ki baate
Nahi gujarte ab din mere
Katati nahi yeh raate
Milu tumhe to ek pal mere
Dil ko chain na aaye
Aur agar na milu to phir bhi
Mera mann gabharaye
Chahenge hum tumhe hamesha
Apne se bhi jyada
Ek jaaye duniya se
Doojha bhi jeena paye
Ek doosre ke bin dono adhoore
Ek jaaye duniya se
Doojha bhi jeena paye
Love bas love bas love bas love bas.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ek Doosre Ke Bin Dono

Ek Doosre Ke Bin Dono is a song from Shabnam 1994. It is sung by Anuradha Paudwal, Vipin. Lyrics are credited to Rani Malik. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Shabnam 1994 album song list for more songs and album details.