Ek Din Kahin Do Tum Lyrics, Singer & Song Details

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album cover

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 Album Details

Rahul Rawail
N/A
N/A
Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan, Shammi Kapoor

album songs
Ek Din Kahin Do Tum
Singer : Sonu Nigam

Ek Din Kahin Do Tum Lyrics

Song Lyrics = Ek Din Kahin Do Tum
Song Lyrics Movie or Album = Aur Pyaar Ho Gaya
Singer(s) = Sonu Nigam

Mp3 Song Lyrics

((Ek Din Kahin Do Tum Milein Aur Teesra Koi Na Ho
baithe Rahein Khoye Rahein
kuchh Main Kahoon Kuchh Tum Kaho

ek Din Kahin Do Tum Milein Aur Teesra Koi Na Ho
baithe Rahein Khoye Rahein
kuchh Main Kahoon Kuchh Tum Kaho
kabhi Main Kahoon Zara Sun To Lo
kabhi Tum Kaho Ab Keh Bhi Do
kabhi Main Kahoon Tumhein Naazmi
kabhi Tum Kaho Mujhe Humnashi
kabho Main Kahoon Sun Mehjabi
nahin Tum Bin Mujhko Chein Kahin
phir Tum Kaho Ki Tumhein Hai Yakeen
phir Main Kahoon Ki Mujhe Pyaar Hai Tumse
ek Din Kahin Hum Do Milein Aur Teesra Koi Na Ho

mausam Ki Baat Raahon Ki Baat Manzil Ki Baat Ho
phoolon Ki Baat Khwaabon Ki Baat Phir Dil Ki Baat Ho
mausam Ki Baat Raahon Ki Baat Manzil Ki Baat Ho
phoolon Ki Baat Khwaabon Ki Baat Phir Dil Ki Baat Ho
mehki Si Ho Tanhaaiyaan Aane Lagein Angdaaiyaan
dhadke Ye Dil Kaanpe Nazar Tummko Kabhi Chhoo Loon Agar
main Ye Kahoon Kehta Rahoon Mujhe Tum Bin Ab Jeena Nahin
phir Tum Kaho Ki Tumhein Hai Yakeen
phir Main Kahoon Ki Mujhe Pyaar Hai Tumse
ek Din Kahin Hum Do Milein Aur Teesra Koi Na Ho

chanchal Havayein Aanchal Udayein Lekin Main Thaam Loon
samjho Ishaara Jab Main Tumhaara Koi Bhi Naam Loon
chanchal Havayein Aanchal Udayein Lekin Main Thaam Loon
samjho Ishaara Jab Main Tumhaara Koi Bhi Naam Loon
tum Pyaar Mein Kehta Rahoon Kabhi Chaandni Kabhi Raagini
kabhi Tumko Main Kahoon Geet Ho Jeevan Ka Tum Sangeet Ho
meri Preet Ho Manmeet Ho Tum Kaho To De Doon Jaan Yahin

ek Din Kahin Do Tum Milein Aur Teesra Koi Na Ho
baithe Rahein Khoye Rahein
kuchh Main Kahoon Kuchh Tum Kaho
kabhi Main Kahoon Zara Sun To Lo
kabhi Tum Kaho Ab Keh Bhi Do
kabhi Main Kahoon Tumhein Naazmi
kabhi Tum Kaho Mujhe Humnashi
kabho Main Kahoon Sun Mehjabi
nahin Tum Bin Mujhko Chein Kahin
phir Tum Kaho Ki Tumhein Hai Yakeen
phir Main Kahoon Ki Mujhe Pyaar Hai Tumse
ek Din Kahin Hum Do Milein Aur Teesra Koi Na Ho. .))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Din Kahin Do Tum Video

About Ek Din Kahin Do Tum

Ek Din Kahin Do Tum is a song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to N/A. Music information: N/A. Read the lyrics above and view the Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album song list for more songs and album details.