Ek Din Hansana Happy Lyrics, Singer & Song Details

Benaam 1974 album cover

Benaam 1974 Album Details

Narendra Bedi
None
None
Amitabh Bachchan, Moushumi Chatterjee, Satyendra Kapoor

album songs
Ek Din Hansana Happy
Singer : Lata Mangeshkar

Ek Din Hansana Happy Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Din Hasana
Song Lyrics Movie = Benaam
Singer(s) = Lata Mangeshkar

Mp3 Song Lyrics

(( u u u...... u hu hu u u.......
la la la la.........
u hu hu u u.......
so jaa re nind suhani

(ek din hasana, ek din rulana, jivan kee rit purani
phir teree palake, kahe ko chhalake, so jaa re nind suhani) - (2)

sanan sanan pawan kahe so jaa milega, tujhko koyee naya khilauna
magan magan sapan me gum ho jaa milega, duja sathi koyee salona
din kal kaa naya din hoga, phir kaisi yeh pareshani
ek din hansana...........

nikalenge abhi bahut jiya ke arman, jivan sara abhi pada hai
ho tukur tukur naya liye naa ho re hairan, uparwala bahut bada hai
phir kahe tu pada jage, ankhiyo me ho liye pani (abb toh so jaa)
ek din hansana...........))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Ek Din Hansana Happy Video

About Ek Din Hansana Happy

Ek Din Hansana Happy is a song from Benaam 1974. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Benaam 1974 album song list for more songs and album details.