Ek Din Bik Jayega Happy Lyrics, Singer & Song Details

Dharam Karam 1975 album cover

Dharam Karam 1975 Album Details

Sultan Ahmed
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Jeetendra

album songs
Ek Din Bik Jayega Happy
Singer : Mukesh

Ek Din Bik Jayega Happy Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Din Bik Jayega Happy
Song Lyrics Movie = Dharam Karam (1975)
Singer(s) = Mukesh
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Randhir Kapoor
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
duje ke hotho ko, dekar apne git
koi nishani chhod, phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol

anhoni path me kante lakh bichhaye
honi to phir bhi bichhada yaar milaye
anhoni path me kante lakh bichhaye
honi to phir bhi bichhada yaar milaye
ye biraha ye duri, do pal ki majburi
phir koi dilwala kahe ko ghabaraye, trampam
dhara jo bahati hai, milke rahti hai
bhati dhara ban ja, phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol

parde ke pichhe baithi sawal gori
tham ke tere mere man ki dori
parde ke pichhe baithi sawal gori
tham ke tere mere man ki dori
ye dori na chhute, ye bandhan na tute
bhor hone wali hai ab raina hai thodi, trampam
sar ko jhukaye tu, baitha kya hai yaar
gori se naina jod, phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol
duje ke hotho ko, dekar apne git
koi nishani chhod, phir duniya se dol
ek din bik jayega, mati ke mol
jag me rah jayege, pyare tere bol...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Ek Din Bik Jayega Happy

Ek Din Bik Jayega Happy is a song from Dharam Karam 1975. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Dharam Karam 1975 album song list for more songs and album details.