Ek Din Bik Jaayega Duet Lyrics, Singer & Song Details

Dharam Karam 1975 album cover

Dharam Karam 1975 Album Details

Sultan Ahmed
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Jeetendra

album songs
Ek Din Bik Jaayega Duet
Singer : Mukesh, Sushma, Kishore Kumar

Ek Din Bik Jaayega Duet Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Din Bik Jayega
Song Lyrics Movie = Dharam Karam (1975)
Singer(s) = Mukesh, Sushma, Kishore Kumar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Randhir Kapoor,
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((ek din bik jayega, matee ke mol
jag me reh jayenge pyare tere bol
duje ke hotho ko dekar apne git
koyee nishanee chhod, phir duniya se dol
ek din...

anhonee path me kante lakh bichaye
honee toh phir bhee bichhda yar milaye
yeh birha yeh duree, do pal kee majburee
phir koyee dilwala kahe ko ghabraye taram pam...
dhara jo behtee hai milke rehtee hai
behtee chara ban ja phir duniya se dol
ek din...

parde ke pichhe baithee sanval goree
tham ke tere mere man kee doree
yeh doree naa chhute, yeh bandhan naa tute
bhor hone walee hai abb raina hai thodee
taram pam...
sar ko jhukaye tu baitha kya hai yar
goree se naina jod phir duniya se dol
ek din...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Ek Din Bik Jaayega Duet

Ek Din Bik Jaayega Duet is a song from Dharam Karam 1975. It is sung by Mukesh, Sushma, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Dharam Karam 1975 album song list for more songs and album details.