Ek Din Bhi Aisa Nahin Lyrics, Singer & Song Details

7 Days 1995 album cover

7 Days 1995 Album Details

Sunil Kumar
Babul Bose
Nawab Arzoo
Avtar Gill, Goga Kapoor, Satyendra Kapoor

album songs
Ek Din Bhi Aisa Nahin
Singer : Kavita, Kumar Sanu

Ek Din Bhi Aisa Nahin Lyrics

Song Title = Ek Din Bhi Aisa Nahin
Movie/album = 7 Days (1995)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Song Lyricists = Nawab Arzoo
Music Composer = Babul Bose
Director = Sunil Kumar
Music Label = Tips Music


Mp3 Song Lyrics

((Ek din bhi aisa nahin katata
Jis din mein teri yaad na ho
Ek din bhi aisa nahin katata
Jis din mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho

Dil hai mera jaise ek aayina
Jis mein tumhari hi surat hai
Dil hai mera jaise ek aayina
Jis mein tumhari hi surat hai
Mann ke mandir mein sajan
Bas teri hi murat hai
Tu dhadkano ki jarurat hai
Tu na ho to jaha aabad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho

Lamba hai ye ulfat ka safar
Har manzil se gujarna hai
Lamba hai ye ulfat ka safar
Har manzil se gujarna hai
Tu saath hai mere hamdam
Teri baaho mein hi marna hai
Jina been tere kaisa jina
Jis mein teri fariyaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Din Bhi Aisa Nahin Video

About Ek Din Bhi Aisa Nahin

Ek Din Bhi Aisa Nahin is a song from 7 Days 1995. It is sung by Kavita, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Nawab Arzoo. Music information: Babul Bose. Read the lyrics above and view the 7 Days 1995 album song list for more songs and album details.