Ek Bewafaa Se Pyaar Kiya Lyrics, Singer & Song Details

Awara 1951 album cover

Awara 1951 Album Details

Raj Kapoor
Jaikishan , Shankar
Hasrat Jaipuri
Prithviraj Kapoor, Nargis, Raj Kapoor

album songs
Ek Bewafaa Se Pyaar Kiya
Singer : Lata Mangeshkar

Ek Bewafaa Se Pyaar Kiya Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Bewafaa Se Pyaar Kiya
Movie/album = Awaara (1951)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Raj Kapoor
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Ek bewafa se pyaar kiya

Usse nazar ko chaar kiya

Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya

Ek bewafa se pyaar kiya

Usse nazar ko chaar kiya

Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya



Bholi surat waala nikla lutera

Raat chhupaaye dil mein munh pe savera

Bholi surat waala nikla lutera

Raat chhupaaye dil mein munh pe savera

Oye humne dil nisaar kiya

Usko beqaraar kiya

Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya

Ek bewafa se pyaar kiya

Usse nazar ko chaar kiya

Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya



De gayi dhoka hamein neeli neeli aankhen

Neeli neeli aankhen

De gayi dhoka hamein neeli neeli aankhen

Neeli neeli aankhen

Sooni hai dil ki mehfil, bheegi bheegi aankhen

O bheegi bheegi aankhen

Oye humne aitbaar kiya

Ulfat ka ikraar kiya

Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya

Ek bewafa se pyaar kiya

Usse nazar ko chaar kiya

Haai re humne yeh kya kiya, haai kya kiya...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Bewafaa Se Pyaar Kiya Video

About Ek Bewafaa Se Pyaar Kiya

Ek Bewafaa Se Pyaar Kiya is a song from Awara 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan , Shankar. Read the lyrics above and view the Awara 1951 album song list for more songs and album details.