Ek Baat Sun Matwale Lyrics, Singer & Song Details

CID Girl 1959 album cover

CID Girl 1959 Album Details

Ravindra Dave
Roshanlal Nagrath
Anand Bakshi
Anwari, Geeta Bali, Miss Billo

album songs
Ek Baat Sun Matwale
Singer : Asha Bhosle

Ek Baat Sun Matwale Lyrics

Song Lyrics Title = Ek Baat Sun Matwale
Song Lyrics Movie = CID Girl (1959)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Roshanlal Nagrath
Director = Ravindra Dave
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ek baat sun matwale
Kahte hai najar ke pyale
Khona na hosh hona madhosh
Masti mein jhum ne wale
Ek baat sun matwale
Kahte hai najar ke pyale
Khona na hosh hona madhosh
Masti mein jhum ne wale

Apne liya jiya jo
Kis kam ko wo jina
Kis kam ka bata de
Tu jindangi se mila
To lot khel dukh dard khel
Hona bhi hai jo hole
Ek baat sun matwale
Kahte hai najar ke pyale
Khona na hosh hona madhosh
Masti mein jhum ne wale
Ek baat sun matwale

Botal mein main nahi hu
Arman ka lahu hai
Par bat jindagi ki
Par bat aarju hai
Duniya hai nag mastane
Tu apna raj khole
Ek baat sun matwale
Kahte hai najar ke pyale
Khona na hosh hona madhosh
Masti mein jhum ne wale
Ek baat sun matwale

Dil to hai tera dusman
Bato mein tu na aana
Koi naya hai insan
Apne jaga se mana
Sunle re preet hai ispe preet
Himat se kam jaye
Ek baat sun matwale
Kahte hai najar ke pyale
Khona na hosh hona madhosh
Masti mein jhum ne wale
Ek baat sun matwale...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Ek Baat Sun Matwale

Ek Baat Sun Matwale is a song from CID Girl 1959. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the CID Girl 1959 album song list for more songs and album details.