Ek Baar Phir Se Aaja Lyrics, Singer & Song Details

Elan 1947 album cover

Elan 1947 Album Details

Mehboob Khan
Naushad Ali
None
Mohammad Afzal, Leela Mishra, Shah Nawaz

album songs
Ek Baar Phir Se Aaja
Singer : Surendra Nath

Ek Baar Phir Se Aaja Lyrics

Song Title = Ek Baar Phir Se Aaja
Movie/Album = Elaan (1947)
Singer(s) = Surendra Nath
Music Director(s) = Naushad

Mp3 Song Lyrics

((ek bar phir se aaja, dil me mere sama ja
ek bar phir se aaja.......

ai jindagee kee rahat, ai jannato kee jannat
ek bar phir se aaja, dil me mere sama ja
ek bar phir se aaja.......

huren nisar tujh par, sadke bahar tujh par
jane bahar tu hai, dil ka karar tu hai - (2)
tujhko kasam haya kee, apnee har ek ada kee
ik bar muskara ja

dil me mere saman ja, ek bar phir se aaja

dekha hai jab se tujhko, divana ho raha hai
mai is se aur yeh mujhse, begana ho raha hai

dil hai magar nahee hai, sab kuchh hai par nahee hai
tere bagair duniya, ya khwab ya khilauna
is khwab se jaga ja

dil me mere saman ja, (ek bar phir se aaja -2)
dil me mere saman ja, ek bar phir se aaja..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Baar Phir Se Aaja

Ek Baar Phir Se Aaja is a song from Elan 1947. It is sung by Surendra Nath. Lyrics are credited to None. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Elan 1947 album song list for more songs and album details.