Ek Baar Agar Tu Kahe Lyrics, Singer & Song Details

Malhar 1951 album cover

Malhar 1951 Album Details

Harish
Roshanlal Nagrath
Indeevar
Arjun, Shammi, Moti Sagar

album songs
Ek Baar Agar Tu Kahe
Singer : Lata Mangeshkar, Mukesh

Ek Baar Agar Tu Kahe Lyrics

Song Title = Ek Baar Agar Tu Kahe
Movie/Album Name = Malhar (1951)
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyricist = Indeevar, Shyam Lal
Music Director = Roshan
Director = Harish (2)

Mp3 Song Lyrics

((MUKESH

ek baar agar tu kahe de-2
tu hai meri ke mein hun teraa
LATA
ham do albele panchhi-2
ham donon ka ek basera

do dil dhadke hai,chounk uthi hai jawaaniyaan
MUKESH

kuchh kaha hai nigahon ne, chhed ke pyaar ki kahaaniyaan-2
LATA
mera dil hi nahin hai mere bas mein-2
ye kis ne jaadoo phera, kaho ji ye kis ne jaadoo phera
ham donon ka ek basera
MUKESH
aa jaaye na kahin ham-tum kisi ki nigahon mein
LATA
sang sang hi chale ham zindagi ki rahon mein-2
MUKESH
tujhe chheen na le koi mujh se - 2
ye jag hai bada lootera, suno ji ye jag hai bada lootera
BOTH
ham donon ka ek basera….

LATA
dekho aaee hai sitaaron ki timtimaati ye toliyaan
mukesh = chalo in ki chhaon mein ham khele aankh micholiyaan

MUKESH

chalo in ki chhaon mein ham khele aankh micholiyaan
BOTH
chalo in ki chhaon mein ham khele aankh micholiyaan
tute na kabhi jeevan bhar - 2
ye bandhan tera mera, o ho ji ye bandhan tera mera
ham donon ka ek basera

LATA
ek baar agar tu kahe de - 2
MUKESH
tu hai meri ke mein hun tera..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ek Baar Agar Tu Kahe

Ek Baar Agar Tu Kahe is a song from Malhar 1951. It is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Malhar 1951 album song list for more songs and album details.