Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi Lyrics, Singer & Song Details

Dahleez 1986 album cover

Dahleez 1986 Album Details

Ravi Chopra
Ravi Shankar Sharma
None
Jackie Shroff, Raj Babbar, Meenakshi Sheshadri

album songs
Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi
Singer : Bhupinder Singh, Mahendra

Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi Lyrics

Song Title = Ek Adhuri Si Mulaqat Hui Thi
Movie/Album = Dahleez (1986)
Singer = Bhupinder Singh, Mahendra Kapoor
Music By = Ravi Shankar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((ek adhuri si mulakat hui thi jinse
ek adhuri si mulakat hui thi jinse

jane ab un se mulakat ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jinse
jin hasi raah pe ham sath chale
the kuch din
jin hasi raah pe ham sath chale
the kuch din
jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho
jin hasi raah pe ham sath chale
the kuch din

kuch bataya hi nahi hath chudane
ka sabab
kuch bataya hi nahi hath chudane
ka sabab
fir na aane ka sabab
ruth ke jane ka sabab
puchte unse mager
bat kabhi ho ke na ho

ek adhuri si mulakat hui thi jinse
meri khamosh mohabbat na samjha koi
meri khamosh mohabbat na samjha koi
dil yuhi choad gaya aag me jalta koi
dil pe ab pyar ki barsat ho ke na ho
jin hasi raah pe ham sath chale
the kuch din

zindagi ko kisi chehere ka ujala na mila
zindagi ko kisi chehere ka ujala na mia
thak gaye paav mager koi saya na mila
unki julafo ke tale raat kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jinse

hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi
hame socha tha ke ab sath na chutega kabhi
zindagi bhar ka bhandhan hai na tutega kabhi
do ghadi bhi mager ab sath kabhi
ab sath ho ke na ho

jane us raah pe ab sath kabhi ho ke na ho
ek adhuri si mulakat hui thi jinse
jane ab un se mulakat ho ke na ho..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi

Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi is a song from Dahleez 1986. It is sung by Bhupinder Singh, Mahendra. Lyrics are credited to None. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Dahleez 1986 album song list for more songs and album details.