Dushman Mera Mujhe Dhoondna Lyrics, Singer & Song Details

Don 2 2011 album cover

Don 2 2011 Album Details

Farhan Akhtar
Ehsaani, Loy, Shankar
Javed Akhtar
Shah Rukh Khan, Florian Lukas, Om Puri

album songs
Dushman Mera Mujhe Dhoondna
Singer : Sunitha Sarathay, Shankar

Dushman Mera Mujhe Dhoondna Lyrics

Song Title = Dushman Mera Mujhe Dhoondna
Movie/Album = Don 2
Singer = Sunitha Sarathay, Shankar Mahadevan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Ehsaan, Loy, Shankar
Director = Farhan Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((koi jaane na yeh kaisi aag hai
mere dil ko dasta yeh
kaisa naag hai
har ghadi main jisko dhoondoon
bachke na jaayega
haan kahin na kahin toh ek din
mujhe mil hi jaayega
dushman mera

mujhe dhoondna
aasaan hai kahan
zameen dekh lo ya aasmaan
main ik pal yahaan
main ik pal hoon wahan
nahin paaoge mera nishaan
jo koi bhi mujhko dhoonde
woh kuch na paayega
dil mein hi, woh dil ke armaan waapas le jaayega
samjhe zara dushman mera

in aankhon mein
hai jaane kaisi jwaala
isko mat bujhne dena
sunlo mera kehna
ghusse mein kitni
tum dilkash lagti ho
jab tak bhi reh paao tum
ghusse mein hi rehna
mera ghussa toh
dekhoge ek din
mera dil mein kya
hai jaanoge ek din
tumse main itna keh doon
woh din jab aayega
dil mein hi, woh dil ke armaan
wapas le jaayega
samjhe zaraa dushman mera..))

Posted by :{ Anamika Tyagi }

About Dushman Mera Mujhe Dhoondna

Dushman Mera Mujhe Dhoondna is a song from Don 2 2011. It is sung by Sunitha Sarathay, Shankar. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Ehsaani, Loy, Shankar. Read the lyrics above and view the Don 2 2011 album song list for more songs and album details.