Zokkomon 2011 - Download Mp3 Song

Zokkomon 2011

Zokkomon 2011

Satyajit Bhatkal
Ehsaan, Loy, Shankar
Javed Akhtar
Darsheel Safary, Manjari Phadnis, Anupam Kher

album songs
Duniya Se Pary Ek Wadi
Singer : Kailash Kher

Duniya Se Pary Ek Wadi Lyrics

Song Title = Duniya Se Pary Ek Wadi
Movie/Album = Zokkomon (2011)
Singers =Kailash Kher
Song Lyricists =Javed Akhtar
Music Director =Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Director =Satyajit Bhatkal

Mp3 Song Lyrics

((Duniya se pary ek wadi hai us waadi mein ek nagri hai
Us nagri mein din raat alag us nagri ki haar baat alag
Haan sun sun sun sun satyawachan tu..

Hai choti si nagri jis ki yeh kahaani hai
Jahaan baarah mahine jo rut hai suhani hai
Jahaan peyron ki chaya bichti hai raste raste
Jahaan daali daali se hain phul baraste
Hai choti si nagri jis ki yeh kahaani hai
Jahaan baarah mahine jo rut hai suhani hai
Jahaan peyron ki chaya bichti hai raste raste
Jahaan daali daali se hain phul baraste
Anjaan duniya se log hain sabhi
Nagri yeh kab se hai wahin ki wahin
Anjaan duniya se log hain sabhi
Nagri yeh kab se hai wahin ki wahin

Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun ma pastmaa
Ho kaisi nagri banaai raama
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun ma pastmaa
Ho kaisi nagri banaai raama

Logon ke apne khushi aur gham hain
Duniya ki batain sochte kam hain
In ki yeh be-dhayaani karti hai kaisi haani
Bole janon ko baaton mein laa ke kuch behlaa ke kuch behkaa ke
Karti hain jo gayaani karte hain be-imaani
Jahaan peyron ki chaya bichti hai raste raste
Jahaan daali daali se hain phul baraste
Anjaan duniya se log hain sabhi
Nagri yeh kab se hai wahin ki wahin
Anjaan duniya se log hain sabhi
Nagri yeh kab se hai wahin ki wahin

Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun ma pastmaa
Ho kaisi nagri banaai raama
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun ma pastmaa
Ho kaisi nagri banaai raama

Chup ke se phaila hai jo andhera us mein laga hai jhut ka daira
Saara yeh jo chhal hai bas pal do pal hai
Hat jayenge aankhon se jaale jaag uthenge sone wale
Aane ko woh pal hai sungh le jo nirbal hai
Jahaan peyron ki chaaya bichti hai raste raste
Jahaan daali daali se hain phul baraste
Anjaan duniya se log hain sabhi
Nagri yeh kab se hai wahin ki wahin
Anjaan duniya se log hain sabhi
Nagri yeh kab se hai wahin ki wahin
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun ma pastmaa
Ho kaisi nagri banaai raama
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun ma pastmaa
Ho kaisi nagri banaai raama
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun ma pastmaa
Ho kaisi nagri banaai raama

Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun
Jhunjhunjhun pastaama.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

Duniya Se Pary Ek Wadi Video

Video Description :

Duniya Se Pary Ek Wadi download mp3 song

Recent Tags : Duniya Se Pary Ek Wadi Lyrics | Duniya Se Pary Ek Wadi Video Song | Duniya Se Pary Ek Wadi free play mp3 song | Duniya Se Pary Ek Wadi free download mp3 song | Duniya Se Pary Ek Wadi Full Video Song | Free Duniya Se Pary Ek Wadi movie songs | Duniya Se Pary Ek Wadi free songs | Duniya Se Pary Ek Wadi play online | Duniya Se Pary Ek Wadi free mp3 song download | Duniya Se Pary Ek Wadi online play Song | Duniya Se Pary Ek Wadi Hindi Lyrics | Duniya Se Pary Ek Wadi Lyrics | Duniya Se Pary Ek Wadi online mp3 songs | Duniya Se Pary Ek Wadi full songs | Duniya Se Pary Ek Wadi online music | Duniya Se Pary Ek Wadi free Video | Duniya Se Pary Ek Wadi online Video | Duniya Se Pary Ek Wadi mp3 Download | Free Download Duniya Se Pary Ek Wadi song