Duniya Ne Jo Kaha Lyrics, Singer & Song Details

Meharbani 1950 album cover

Meharbani 1950 Album Details

K Amarnath
Hafiz Khan
Mashahar
Ajit, Gope, Indu Pal, Begum Para, Shanta Pawar, Yakub

album songs
Duniya Ne Jo Kaha
Singer : Lata Mangeshkar

Duniya Ne Jo Kaha Lyrics

Song Title = Duniya Ne Jo Kaha
Movie/Album = Meharbani (1950)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Mashahar
Music Composer = Hafiz Khan
Director = K. Amarnath
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Duniya ne jo kaha wo suna
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye
Duniya ne jo kaha wo suna
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye

Majburiyo mein aur kuch
Humse na ho saka
Majburiyo mein aur kuch
Humse na ho saka
Hatho se muh ko dho liya
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye
Duniya ne jo kaha wo suna
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye

Sab kuch suna zamane ke
Kya kya sitam sahe
Sab kuch suna zamane ke
Kya kya sitam sahe
Humne kisi se kuch na kaha
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye
Duniya ne jo kaha wo suna
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye

Sab kuch suna zamane ke
Kya kya sitam kiye
Sab kuch suna zamane ke
Kya kya sitam kiye
Humne kisi se kuch na kaha
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye

Raato ko kabhi khwab mein
Din ko khayal mein
Raato ko kabhi khwab mein
Din ko khayal mein
Daman ko unke tham liya
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye
Duniya ne jo kaha wo suna
Aur ro liye
Chupke se unka naam liya
Aur ro liye...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Duniya Ne Jo Kaha

Duniya Ne Jo Kaha is a song from Meharbani 1950. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Mashahar. Music information: Hafiz Khan. Read the lyrics above and view the Meharbani 1950 album song list for more songs and album details.