Duniya Mein Paise Bina Lyrics, Singer & Song Details

Phandebaaz 1978 album cover

Phandebaaz 1978 Album Details

Samir Ganguly
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Moushumi Chatterjee, Dharmendra, Prem Chopra

album songs
Duniya Mein Paise Bina
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Duniya Mein Paise Bina Lyrics

Song Title = Duniya Mein Paise Bina
Movie/Album = Phande Baaz (1978)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Samir Ganguly

Mp3 Song Lyrics

((phul shahra me to khilta nahi
muft me to jahar bhi milta nahi
duniya me paise bina kaise hum jiyenge
jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge
jee na sakenge to bhi gam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi
o duniya me paise bina kaise hum jiyenge
jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge
jee na sakenge to bhi gam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi

laila se majnu ko jo pyar tha
majnu kya koi sahukar tha
heer ki julf ka seer tha
ranjha kya itna ameer tha
jaise vo jiye piya hum bhi jiyenge
duniya me paise bina kaise hum jiyenge
jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge
jee na sakenge to bhi gam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi

ye sach hai mai bhi nadan tha
mere dil me ye arman tha
sone chandi me tujhe tol du
ab lekin dil ki baat bol du
aise hum karenge pyar aise hum jiyenge
duniya me paise bina kaise hum jiyenge
jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge
jee na sakenge to bhi gam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi .))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Duniya Mein Paise Bina

Duniya Mein Paise Bina is a song from Phandebaaz 1978. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Phandebaaz 1978 album song list for more songs and album details.