Duniya Mein Aaye Ho Lyrics, Singer & Song Details

Parwana 2003 album cover

Parwana 2003 Album Details

Deepak Bahry
None
None
Ajay Devgan, Amisha Patel

album songs
Duniya Mein Aaye Ho
Singer : Vinod Rathod

Duniya Mein Aaye Ho Lyrics

Song Title = Duniyaa Mein Aaye Ho
Movie/Album = PARWANA
Singer = Vinod Rathod

Mp3 Song Lyrics

((La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
Arrey Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Haan Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Varnaa Log Kahenge
Varnaa Log Kahenge
Arrey Khaayaa Piyaa Kuchh Nahin Aur Glass Todaa Baarah Aanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa

Paisaa Jab Tak Paas Hai Aish Karo Tum
Cheque Milaa Taqdeer Kaa Cash Karo Tum
Paisaa Jab Tak Paas Hai Aish Karo Tum
Cheque Milaa Taqdeer Kaa Cash Karo Tum
Jeenaa Unko Aaye Jo Marne Ko Taiyaar Hain
Ggam Ke Mausam Hain Bade Khushiyon Ke Din Chaar Hain
Kal Ki Parvaah Chhod Ke Yaar Mil Ke Mauj Manaanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Haan Haan
Arrey Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa

Umr-E-Javaani Na Kabhi Aaye Dobaaraa
Pyaar Kisi Dildaar Se Kar Le Tu Yaaraa
Umr-E-Javaani Na Kabhi Aaye Dobaaraa
Pyaar Kisi Dildaar Se Kar Le Tu Yaaraa
Honthon Ki Ranginiyaan Baahon Vaalaa Haar Le
Mauqaa Jo Tujhko Mile Chhup Ke Baazi Maar Le
Panchhi Jo Ud Jaayegaa Baad Mein Hogaa Pachhtaanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Haan
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
He Varnaa Log Kahenge
Varnaa Log Kahenge
Arrey Khaayaa Piyaa Kuchh Nahin Aur Glass Todaa Baarah Aanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Ho O O Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
La La Laa Hey
La La La Laa Moonaa
La La La La La Laa La Laa
La La Laa Haay
La La La Laa Moonaah
La La La La La Laa Hey
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La La La La La La La Laa
Ho Ho Ho La La La La La Laa Haan ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Duniya Mein Aaye Ho

Duniya Mein Aaye Ho is a song from Parwana 2003. It is sung by Vinod Rathod. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Parwana 2003 album song list for more songs and album details.