Duniya Mein Aake Jisne Dekha Lyrics, Singer & Song Details

Ilzaam 1954 album cover

Ilzaam 1954 Album Details

R.C. Talwar
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Jagdish Kanwal, Kishore Kumar, Meena Kumari

album songs
Duniya Mein Aake Jisne Dekha
Singer : Asha Bhosle

Duniya Mein Aake Jisne Dekha Lyrics

Song Lyrics Title = Duniya Mein Aake Jisne Dekha
Movie/album = Ilzaam (1954)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = R. C. Talwar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Duniya mein aake jisne dekha na pyar ma ka
Wo phool hai khuda ka
Wo phool hai khuda ka
Duniya mein aake jisne dekha na pyar ma ka
Wo phool hai khuda ka
Wo phool hai khuda ka

Kismat kabhi na likhe yu dasta kisi ki
Kismat kabhi na likhe yu dasta kisi ki
Bachpan me is tarah to bichade na maa kisi ki
Dusman pe bhi na tute ye kahar aasma ka
Ye kahar aasma ka
Duniya mein aake jisne dekha na pyar ma ka
Wo phool hai khuda ka
Wo phool hai khuda ka

Do roz tujhko lori deke bhi na sulaya
Do roz tujhko lori deke bhi na sulaya
Mamata bhari dua se na god me khilya
Masum ki khata kya kya dosh bejuba ka
Kya dosh bejuba ka
Duniya mein aake jisne dekha na pyar ma ka
Wo phool hai khuda ka
Wo phool hai khuda ka.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Duniya Mein Aake Jisne Dekha

Duniya Mein Aake Jisne Dekha is a song from Ilzaam 1954. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Ilzaam 1954 album song list for more songs and album details.