Duniya Ki Nazron Se Lyrics, Singer & Song Details

Bahurani 1989 album cover

Bahurani 1989 Album Details

Manik Chatterjee
Rahul Dev Burman
Anjaan
Rekha, Rakesh Bedi, Urmila Bhatt

album songs
Duniya Ki Nazron Se
Singer : Asha Bhosle, Shailendra Singh

Duniya Ki Nazron Se Lyrics

Song Title = Duniya Ki Nazron Se
Movie/album = Bahurani (1989)
Singers = Asha Bhosle, Shailendra Singh
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Manik Chatterjee
Music Label = Tips Records


Mp3 Song Lyrics

((Duniya ki nazron se chhup ke mile
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le
Thoda thoda dar thoda pyar ka nasha
Thoda thoda dar thoda pyar ka nasha
Chori chori milne ka aur hai maza
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le

Koi jaane na virano mein
Sab ki nazar se chhup
Ke mile to dil tanha
Koi jaane na virano mein
Sab ki nazar se chhup
Ke mile to dil tanha
Sehmi nazar dari dari yeh ada
Sehmi nazar dari dari yeh ada
Chori chori milne ka aur hai maza
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le

Kya mausam hai nashili hawa
Kab se tarse dil dil ki yeh pyas buja
Kya mausam hai nashili hawa
Kab se tarse dil dil ki yeh pyas buja
Are milenge piya aisi jaldi hai kya
Are milenge piya aisi jaldi hai kya
Chori chori milne ka aur hai maza
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le

Pyase do dil jaaye bhi kaha
Dilwalo ki dushman hai yeh sari duniya
Pyase do dil jaaye bhi kaha
Dilwalo ki dushman hai yeh sari duniya
Chhup ke bhi to na yeh pyar chhupa
Chhup ke bhi to na yeh pyar chhupa
Chori chori milne mein mila kya maza
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le
Milna hai to khul ke mil ja
Milna hai to khul ke mil ja
Pyar kiya to duniya ka dar kya
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le
Duniya ki nazron se chhup ke mile
Lagta hai dar koi dekh na le...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Duniya Ki Nazron Se Video

About Duniya Ki Nazron Se

Duniya Ki Nazron Se is a song from Bahurani 1989. It is sung by Asha Bhosle, Shailendra Singh. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bahurani 1989 album song list for more songs and album details.