Duniya Ki Kitabon Se Lyrics, Singer & Song Details

Jwala 1971 album cover

Jwala 1971 Album Details

M.V. Raman
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Sunil Dutt, Sohrab Modi, Madhubala

album songs
Duniya Ki Kitabon Se
Singer : Mohammed Rafi

Duniya Ki Kitabon Se Lyrics

Song Title = Duniya Ki Kitabon Se
Movie/Album = Jwala (1971)
Singers =Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = M.V. Raman

Mp3 Song Lyrics

((Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega
Insa ke irado ke aage
Ambar bhi sar ko jhkayega
Ambar bhi sar ko jhkayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Hum apni lagan ke deewane
Tufa se bhi takra jayenge
Ab jhuk na sakenge aye
Duniya tut bhle hi jayenge

Jivan ki dagar ka har parvat
Ek thokar me uad jayega
Duniya ki kitabo se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Samjho na hume tum pathar dil
Sine me hamare pyar bhi hai
Laz kisi kisi ki yaad bhi hai
Ek sapno ka sansar bhi hai

Jo kuch bhi hansi hai is jag me
Kuch aur hansi kahlayega
Duniya ki kitabo se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Har har bandhan ko todke
Jab jashan manayegi duniya
Taro ke sihgashan par jis
Din insa ko dikhayegi duniya
Us din sabko rah rah ke mera
Ye git bahut yaad ayega
Insa ke irado ke aage
Ambar bhi sar ko jhkayega
Ambar bhi sar ko jhkayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Duniya Ki Kitabon Se

Duniya Ki Kitabon Se is a song from Jwala 1971. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Jwala 1971 album song list for more songs and album details.