Duniya Ki Har Maa Apne Lyrics, Singer & Song Details

Maalik 1972 album cover

Maalik 1972 Album Details

A Bhimsingh
Anandj, Kalyanji
Rajendra Krishan
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore

album songs
Duniya Ki Har Maa Apne
Singer : Lata Mangeshkar

Duniya Ki Har Maa Apne Lyrics

Song Title = Duniya Ki Har Maa Apner
Movie/album = Maalik (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = A. Bhimsingh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((O rey o mere lal
O rey o mere lal
Duniya ki har
Maa apne bete ko
Lori suna ke sulaye
Duniya ki har
Maa apne bete ko
Lori suna ke sulaye

Ek abhagan mai hi aisi
Jo lori suna ke jagaye
Lori suna ke jagaye
Ho rey o mere lal

Ye din kab jaye ga
Vo din kab aayega
Mera lal ankhiya kholega
Hoga dunia me shor
Meri mamta ka mor
Angana mere jis din dolega
Ek dukhyari maa,
Ek dukhyari maa
Dekho kab se aankh lagaye
Lori suna ke jagaye
Ho rey o mere lal

Badali chhayi hui,
Ghir ke ayai hui
Kyu na barkha angana barse
God kabse se bhari
Fir bhi mamta bhari
Teri maa ko kahe is ko tarse
Ek majbur maa,
Ek majbur maa
Chain aaye to kaise paye
Lori suna ke jagaye
Duniya ki har
Maa apne bete ko
Lori suna ke sulaye

Ek abhagan mai hi aisi
Jo lori suna ke jagaye
Lori suna ke jagaye
Ho rey o mere lal.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Duniya Ki Har Maa Apne

Duniya Ki Har Maa Apne is a song from Maalik 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Maalik 1972 album song list for more songs and album details.