Duniya Karti Hain Kyo Zid Lyrics, Singer & Song Details

Inteha Pyar Ki 1992 album cover

Inteha Pyar Ki 1992 Album Details

J.K. Bihari
Anand Shrivastav, Milind
Sameer
Vikas Anand, Aparajita, Asrani

album songs
Duniya Karti Hain Kyo Zid
Singer : Kavita Krishnamurthy

Duniya Karti Hain Kyo Zid Lyrics

Song Lyrics Title = Duniya Karti Hain Kyo Zid
Song Lyrics Movie = Inteha Pyar Ki (1992)
Singers =Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists =Sameer
Music Director =Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director =J.K. Bihari
Starring =Rishi Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Duniya karti hai kyon zid hamesha
Duniya karti hai kyon zid hamesha
Do dilo ko juda karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye
Duniya karti hai kyon zid hamesha
Duniya karti hai kyon zid hamesha
Do dilo ko juda karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye
Wade hote hai
Wade hote hai
Hote hote hai wade hote hai
Wade hote hai wafa karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye

Pyar ka dusman kyu hai jamana
Kisne yaha pe jana hai
Pyar ka dusman kyu hai jamana
Kisne yaha pe jana hai
Tute dilo ki bechaini ko
Kisne yaha pahchana hai
Jan de dete hai ye deewane
Jan de dete hai ye deewane
Pyar ka haq ada karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye
Wade hote hai wade hote hai
Wade hote hai
Wade hote hai
Wade hote hai wafa karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye

Rahe mohabbat me dilwale
Kya kya khwab sajate hai
Rahe mohabbat me dilwale
Kya kya khwab sajate hai
Har kosis karte hai lekin
Fir bhi nahi mil pate hai
Sabse kahta hai kyu duniyawale
Sabse kahta hai kyu duniyawale
Tod de dil jafa karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye
Wade hote hai wafa karne ke liye))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Duniya Karti Hain Kyo Zid

Duniya Karti Hain Kyo Zid is a song from Inteha Pyar Ki 1992. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand Shrivastav, Milind. Read the lyrics above and view the Inteha Pyar Ki 1992 album song list for more songs and album details.