Duniya Jawaan Hai Lyrics, Singer & Song Details

Rail Ka Dibba 1953 album cover

Rail Ka Dibba 1953 Album Details

Prem Narayan Arora
Ghulam Mohammad
Shakeel Badayuni
Madhubala, Shammi Kapoor, Sajjan

album songs
Duniya Jawaan Hai
Singer : Gandhari, Mohammed Rafi

Duniya Jawaan Hai Lyrics

Song Title = Duniya Jawaan Hai
Movie/album = Rail Ka Dibba (1953)
Singers = Gandhari, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Ghulam Mohammad
Director = Prem Narayan Arora

Mp3 Song Lyrics

((Dunia jawan hai dil meharban hai
Aise me aap
Rim jhim bahar ka hai pyar ka mausam
Jab ye saman hai dil kyu viran hai
Jine ke dil balam hote hai kam
Aao na hum
Rim jhim bahar ka hai pyar ka mausam

Dunia shamshan hai paisa bhagwan hai
Tangi me har kadam milta hai gum
Ghutta hai dam
Paisa ho pas to na rog hai na gum

Ba ki degree khoti
Na tan pe hai langoti
Kapda hai or na hai roti
Kapda hai or na hai roti
Degree ko khalo bhaiya
Police karwa lo bhaiya
Jute chamkalo bhaiya
Unchi dukan hai fika pakwan hai
Dunia me aake hum jhele sitam
Hare na dam
Paisa ho pas to na rog hai na gum

Ye jag hai gum ki basti
Hai isme baka masti
Jiwan se maut sasti
Jiwan se maut sasti
Kale bazar wale tode hazar tale
Fir bhi hai bhole bhale
Surat insan hai dil me saiyan hai
Paise ke hai hai karam
Kaise sharam paisa dharam
Paisa ho pas to na rog hai na gum
Dunia shamshan hai paisa bhagwan hai
Tangi me har kadam milta hai gum
Ghutta hai dam
Paisa ho pas to na rog hai na gum..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Duniya Jawaan Hai

Duniya Jawaan Hai is a song from Rail Ka Dibba 1953. It is sung by Gandhari, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Rail Ka Dibba 1953 album song list for more songs and album details.