Duniya Isi Ka Naam Hai Lyrics, Singer & Song Details

Duniya 1968 album cover

Duniya 1968 Album Details

T. Prakash Rao
Jaikishan Dayabhai Panchal
Hasrat Jaipuri
Dev Anand, Vyjayanthimala, Balraj Sahni

album songs
Duniya Isi Ka Naam Hai
Singer : Mukesh

Duniya Isi Ka Naam Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Duniya Isi Ka Naam Hai
song lyrics movie = Duniya 1968
Singer(s) = Mukesh
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = T. Prakash Rao
Music Label = Saregama

Mp3 song lyrics

((mu = duniya mein sabhi chehare lagte to hain pehachaane
sha = kyon phir bhi hain anjaane ye baat vahi jaane
do = duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehate hain
apne hi apnon se yahaan begaane jaise rehate hain
duniya isi ka naam ...

mu = jo ham chaahen jo tum chaaho vo kab hota hai duniya mein
sha = muqaddar ke ishaaron pe ye sab hota hai duniya mein
do = ye sab hota hai duniya mein
duniya isi ka naam ...

mu = kabhi us mod par loota gaya hai kaaravaan dil ka
jahaan se do kadam hi faasala baaki tha manzil ka
sha = yahaan kehti hai khamoshi hazaaron gam ke afsaane
magar isi baat ka matalab koi bedard kya jaane
do = duniya isi ka naam ...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Duniya Isi Ka Naam Hai

Duniya Isi Ka Naam Hai is a song from Duniya 1968. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Duniya 1968 album song list for more songs and album details.