Duniya Hamein kehati Rahein Na Lyrics, Singer & Song Details

Dhol 2007 album cover

Dhol 2007 Album Details

Priyadarshan
Pritam Chakraborty
Ashish Pandit
Sharman Joshi, Tusshar Kapoor, Kunal Khemu

album songs
Duniya Hamein kehati Rahein Na
Singer : Kunal Ganjawala, Shaan

Duniya Hamein kehati Rahein Na Lyrics

Song Title = Duniya Hamein kehati Rahein Naamaakool
Song Lyrics Movie = Dhol (2007)
Singers = Kunal Ganjawala, Shaan
Song Lyricists = Ashish Pandit
Music Composer = Gopi Sunder, Pritam Chakraborty
Director = Priyadarshan
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Kyun kisika kehna maane hum deewaane hain
Jamke yaaron jindagi ke din bitaane hain
Jamke yaaron jindagi ke din bitaane hain

Jile, gaale, mere sang tu dhol bajaale
Hasake tu bhi duniya ki band bajaale
Duniya hamein kehati rahein naamaakool
Naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool
Naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool

Chaar din hai mile jindagaani ke
Usape bhi do bache din jawaani ke
Chaar din hai mile jindagaani ke
Usape bhi do bache din jawaani ke
Kitna samay hamane kiya yuun hi fizul
Naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool
Naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool

Aag se khelna hamne sikha hai
Har kisi se juda yeh tarika hai
Oh yehh ya ya
Aag se khelna hamne sikha hai
Har kisi se juda yeh tarika hai
Duniya ki abb rasmein nahi hamein kubul
Naamaakool, naamaakool we are cool cool cool naamaakool
Naamaakool, naamaakool we are cool cool cool naamaakool

Kyun kisika kehna maane hum deewaane hain
Jamke yaaron jindagi ke din bitaane hain
Jile, gaale, mere sang tu dhol bajaale
Hasake tu bhi duniya ki band bajaale
Duniya hamein kehati rahein naamaakool
Naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool
Naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Duniya Hamein kehati Rahein Na

Duniya Hamein kehati Rahein Na is a song from Dhol 2007. It is sung by Kunal Ganjawala, Shaan. Lyrics are credited to Ashish Pandit. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Dhol 2007 album song list for more songs and album details.