Duniya Hamare Pyar Ki Lyrics, Singer & Song Details

Lahore 1949 album cover

Lahore 1949 Album Details

M. L. Anand
Shyam Sundar
Rajinder Krishan
Nargis, Karan Dewan

album songs
Duniya Hamare Pyar Ki
Singer : Karan Deewan, Lata Mangeshkar

Duniya Hamare Pyar Ki Lyrics

Song Title = Duniya Hamare Pyar Ki
Movie/Album = Lahore (1949)
Singer = Karan Deewan, Lata Mangeshkar
Music By = Shyam Sundar
Lyricist = Rajinder Krishan

Mp3 Song Lyrics

((duniyaa hamaare pyaar kii yuu.N hii javaa.N rahe
mai.n bhii vahii.N rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe 2

do din kii zi.ndagii hai ise yuu.N guzaar de 2
uja.Dii huii ye pyaar kii raahe.n sa.Nvaar de 2
ham tum yahaa.N rahe naa rahe is kaa Gam nahii.n
lekin hamaare pyaar kaa baakii nishaa.N rahe
mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe
duniyaa hamaare pyaar kii yuu.Nhii javaa.N rahe
mai.n bhii vahii rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe

duniyaa me.n chho.D jaaye.nge ham vo nishaaniyaa.N 2
ban jaaye.ngii jo pyaar kii miiThii kahaaniyaa.N 2
duniyaa hamaare baad hame.n yuu.N karegii yaad
do pyaar karane vaale hai.n par ek jaa.N rahe
mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe
duniyaa hamaare pyaar kii yuu.Nhii javaa.N rahe
mai.n bhii vahii.n rahuu.N meraa saajan jahaa.N rahe
duniyaa hamaare pyaar kii...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Duniya Hamare Pyar Ki

Duniya Hamare Pyar Ki is a song from Lahore 1949. It is sung by Karan Deewan, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajinder Krishan. Music information: Shyam Sundar. Read the lyrics above and view the Lahore 1949 album song list for more songs and album details.