Dum Laga Ke Haisha Title Lyrics, Singer & Song Details

Dum Laga Ke Haisha 2015 album cover

Dum Laga Ke Haisha 2015 Album Details

Sharat Katariya
Anu Malik
Varun Grover
Ayushmann Khurrana, Sanjay Mishra, Bhumi Pednekar

album songs
Dum Laga Ke Haisha Title
Singer : Kailash Kher, Jyoti Nooran

Dum Laga Ke Haisha Title Lyrics

Song Lyrics Title = Dum Laga Ke Haisha
Song Lyrics Movie = Dum Laga Ke Haisha (2015)
Singers = Kailash Kher, Jyoti Nooran, Sultana Nooran
Music = Anu Malik
Lyrics = Varun Grover
Music Label = YRF Music

Mp3 Song Lyrics

((Khol aankhein baandh pheeta hauli hauli sa
Saans le aur chhoot jaa goli goli saa

Aaa aa...

Khol aankhein baandh pheeta holi holi sa
Saans le aur chhoot jaa goli goli saa

Haan paar lagaa de paara
Ho chowk ke tu fawwara
Haan paar lagaa de paara
Chaunk ke tu funwwara

Dham dham dham bole jahaan tu rakhe kadam kadam
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha

Dum dadum dadum .......
Dum laga ki haisha

Dum dadum dadum, dum laga ki haisha

Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Chala tu chal marda, uda ke tu garda

Hey sarpat man se meethe meethe kann se
Rahe pitara bhara bhara

Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Sarpat man se meethe meethe kann se
Rahe pitara bhara bhara

Phaand ja re deeware aur tar ja saare dhaare
Phaand ja re deeware, tar ja saare dhaare

Mann bhar ke ab toh ho ja tu besharam sharam

Dum dadum dadum
Dum laga ki haisha (x3)

de re na re....
ta na na uda ta na..

Jale jo duniya namak lagana
Sabko iski bhanak lagana
Aankh bacha ke nikle koi
Aankh mein uske chamak lagana

Khatam na ho janam janam tak
Pyaar ki aisi sanak lagana, haisha..
Kabhi kabhi to chalta hai saath raasta
Aa haath badhana yaara
Aur tod le ooncha taara
Aa haath badha na yaara
tod le ooncha taara

Dham dham dham bole jahaan tu rakhe kadam kadam
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Dum dadum dadum, dum laga ki haisha

Dum dadum dadum...
Dum laga ki haisha

Dum dadum dadum
Dum laga ki haisha...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dum Laga Ke Haisha Title

Dum Laga Ke Haisha Title is a song from Dum Laga Ke Haisha 2015. It is sung by Kailash Kher, Jyoti Nooran. Lyrics are credited to Varun Grover. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Dum Laga Ke Haisha 2015 album song list for more songs and album details.