Dulhan Banti Hai Lyrics, Singer & Song Details

Jeet 1972 album cover

Jeet 1972 Album Details

Adurthi Subba Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Randhir Kapoor, Babita Kapoor, Jeevan

album songs
Dulhan Banti Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Dulhan Banti Hai Lyrics

Song Lyrics Title Dulhan Banti Hain
Song Lyrics Movie = Jeet (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director = A Subba Rao
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dholak bajaao aao sakhi aao
Dholak bajaao aao sakhi aao gaao bajaao taaliya
Ke dulhan banati hai haay
Ke dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan
Dulhan banati hai naseebon waaliyaan
Dulhan banati hai naseebon waaliyaan

Yeh din sabko mubaarak ho ri, mubaarak ho ri
Yeh chanda woh chakori o bandh gaye prem ki rashami dori

mein aaj se
Jhuk gayi laaj se akhiyaan, sunake prem ki batiya
Juldi chhodake, likh na jaaye ke
Ho o o o mann mein phute phuljhadiyaan, honto pe gaaliyaan
Dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan
Dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan

Aa aa aa
Yeh rang roop tera haay haay jiya dhadkaaye
Mera ji ghabraaye, lag jaaye na najar kahin bairan duniya ki meri

jaan

ko
Mukh pe daal do aanchal, jaise chaand pe
Daalon aankh mein kaajal, baandhon paanv men paayal
Ho o khanake kangan damake mundari damake baaliya
Dulhan banati hai haay
Dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan
Dholak bajaao aao sakhi aao gaao bajaao taaliya
Ke dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan
Ke dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Dulhan Banti Hai

Dulhan Banti Hai is a song from Jeet 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Jeet 1972 album song list for more songs and album details.