Duje Ki Biwi Lyrics, Singer & Song Details

Khoon Aur Paani 1981 album cover

Khoon Aur Paani 1981 Album Details

Chand
Laxmikant, Pyarelal
Majrooh Sultanpuri
Feroz Khan, Jeetendra, Rekha

album songs
Duje Ki Biwi
Singer : Kishore Kumar, Mahendra Kapoor

Duje Ki Biwi Lyrics

Song Title = Duje Ki Biwi
Movie/album = Khoon Aur Paani (1981)
Singers = Kishore Kumar, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Chand

Mp3 Song Lyrics

((Duje ki biwi gori lage lage re lage
Apni biwi kali
Chori ka gud mitha hota
Keh gaye meer ka malik
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla
Duje ki biwi gori lage lage re lage
Apni biwi kali
Chori ka gud mitha hota
Keh gaye meer ka malik
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla

Hath parai aurat ka thamna
Acha kam nahi
Ye bhi nahi koi lal pari
Tum bhi koi gulfam nahi
Laaz kisi ki mat luto
Kam nahi hai mardo ka
Pyar se hum samjhate hai
Mano kaha humdardo ka
Na karo aisa atyachar
Baat to jab hai mere yaar
Tum karo inki rakhwali rakhwali
Duje ki biwi gori lage lage re lage
Apni biwi kali
Chori ka gud mitha hota
Kah gaye meer ka malik
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla

Kamjoro mein jor dikhake
Bhul mein itni na rehna
Sher ke upar sawa sher hai
Duniya ka hai yeh kehna
Roz ki chori yeh bhai
Ek din pakdi jayegi
Tum hi bole bakre ki ma
Kab tak khair manayegi
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla

Lao zara chehra to dikhao
Apna unka aur inka
Hum na kahe to log kahenge
Chor ki dhadi mein tinka
Are kab tak apne logo se
Apna naam chhupaoge
Duje ke kandhe par kab tak
Yeh banduk chalaoge
Rakh do yeh sab jhola jholi
Jhuth ki yeh kachchi goli
Ab nahi hai chalne wali chalne wali
Duje ki biwi gori lage lage re lage
Apni biwi kali
Chori ka gud mitha hota
Keh gaye meer ka malik
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla
Hai na mistar bhalla
Miya ji sach hai walla...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Duje Ki Biwi

Duje Ki Biwi is a song from Khoon Aur Paani 1981. It is sung by Kishore Kumar, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Khoon Aur Paani 1981 album song list for more songs and album details.