Dream Dream Boy Lyrics, Singer & Song Details

Maar Dhaad 1988 album cover

Maar Dhaad 1988 Album Details

Yash Chouhan
Rajesh Roshan
Anjaan
Hemant Birje, Mandakini, Naveen Nischol, Sadashiv Amrapurkar, Puneet Issar, Huma

album songs
Dream Dream Boy
Singer : Alisha Chinai

Dream Dream Boy Lyrics

Song Title = Dream Dream Boy
Movie/Album = Maar Dhaad (1988)
Singers = Alisha Chinai
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = Yash Chouhan
Music Label = T-Series8

Mp3 Song Lyrics

((Dream dream dream dream
Dream boy dream boy
Dream boy

Gora na kaala ho ladka dilwala ho
Meri mohabbat ki dhoon mein matwala ho
Dream boy dream boy
Gora na kaala ho ladka dilwala ho
Meri mohabbat ki dhoon mein matwala ho
Dream boy dream boy

Soorat pe jo na mare
Pyaar pe jaan nisaar kare
Jo mujhko saari umar
Jaanse jyada pyaar kare

Soorat pe jo na mare
Pyaar pe jaan nisaar kare
Jo mujhko saari umar
Jaanse jyada pyaar kare
Gora na kaala ho ladka dilwala ho
Meri mohabbat ki dhoon mein matwala ho
Dream boy dream boy

Dream boy

Jeevan ki rahon mein
Aise mere saath chale
Ye dharti jaise chale
Neele ghagan ki chhanv tale

Jeevan ki rahon mein
Aise mere saath chale
Ye dharti jaise chale
Neele ghagan ki chhanv tale
Gora na kaala ho ladka dilwala ho
Meri mohabbat ki dhoon mein matwala ho
Dream boy dream boy

Baahon mein taaqat ho
Meri hifaazat karne ki
Seene mein himmat ho
Har mushkil se ladne ki

Baahon mein taaqat ho
Meri hifaazat karne ki
Seene mein himmat ho
Har mushkil se ladne ki
How greav how strong
Gora na kaala ho ladka dilwala ho
Meri mohabbat ki dhoon mein matwala ho
Dream boy dream boy...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dream Dream Boy

Dream Dream Boy is a song from Maar Dhaad 1988. It is sung by Alisha Chinai. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Maar Dhaad 1988 album song list for more songs and album details.