Drama Queen Hai Lyrics, Singer & Song Details

Hasee Toh Phasee 2014 album cover

Hasee Toh Phasee 2014 Album Details

Vinil Matthew
Vishal, Shekhar
Amitabh Bhattacharya
Sidharth Malhotra, Parineeti Chopra, Adah Sharma

album songs
Drama Queen Hai
Singer : Vishal Dadlani, Shreya Ghoshal

Drama Queen Hai Lyrics

Song Title = Drama Queen Hai
Movie/Album = Hasee toh Phasee 2014
Singer = Vishal Dadlani, Shreya Ghoshal
Music = Vishal Shekhar
Lyrics = Amitabh Bhattacharya

Mp3 Song Lyrics

((You know she like to drama
Yeah she is sexy mama
And when she dance
Every body goes woo oo

You know she like to drama
Yeah she is sexy mama
And when she dance
Every body goes woo oo

Haan dekho to bholi kitni
Utni par dedhi cheez hai
Baatein kare hai kadvi kadvi
Phir bhi lazeez hai

Ittar gulaabon waali
Botal sharabon waali

Total tabaahi wala scene hai
Adaayein badi funky
Kare hai nautanki
Yeh chhori badi drama queen hai

Ho badi badi aankhein hain aansuon ki tanki
Yeh chhori badi drama queen hai
Adaayein badi funky
Kare hai nautanki
Yeh chhori badi drama queen hai
Ho badi badi aankhein hain aansuon ki tanki
Yeh chhori badi drama queen hai

Naina dunaali se kyun
Goli maare kishton mein
Kaahe na jhatke se jaan le
Moti ki mala leke
Gori gori japte hain
Tu bhi hamara kabhi naam le

Lakhon, karodon wala
Tann tera sone jaisa
Mann se chhokariya tu mean hai
Adaayein badi funky
Kare hai nautanki
Yeh chhori badi drama queen hai
Badi badi aankhein hain aansuon ki tanki
Yeh chhori badi drama queen hai

Adaayein badi funky
Kare hai nautanki
Yeh chhori badi drama queen hai
Badi badi aankhein hain aansuon ki tanki
Yeh chhori badi drama queen hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Drama Queen Hai

Drama Queen Hai is a song from Hasee Toh Phasee 2014. It is sung by Vishal Dadlani, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Vishal, Shekhar. Read the lyrics above and view the Hasee Toh Phasee 2014 album song list for more songs and album details.