Doli Chadh Ke Dulhan Lyrics, Singer & Song Details

Doli 1969 album cover

Doli 1969 Album Details

Adurthi Subba Rao
None
None
Rajesh Khanna, Babita Kapoor, Prem Chopra

album songs
Doli Chadh Ke Dulhan
Singer : Mahendra Kapoor

Doli Chadh Ke Dulhan Lyrics

Song Lyrics = Doli Chadh Ke Dulhan
Movie or Album = Doli
Singer(s) = Mahendra Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Doli Chadh Ke Dulhan Sasuraal Chali Doli Chadh Ke - 2
kaise Hasrat Se Baabul Ki Dekhen Gali
doli Chadh Ke Dulhan Sasuraal Chali Doli Chadh Ke

dil Na Maane Magar Aaj Jana Bhi Hain
apane Saajan Se Vaada Nibhana Bhi Hain
dil Na Maane Magar Aaj Jana Bhi Hain
apane Saajan Se Vaada Nibhana Bhi Hain
saamne Ek Nayi Zindagi Hai Magar
pichhe Gujara Hua Ek Zamana Bhi Hai
doli Chadh Ke Dulhan Sasuraal Chali Doli Chadh Ke
kaise Hasrat Se Baabul Ki Dekhen Gali
doli Chadh Ke Dulhan Sasuraal Chali Doli Chadh Ke

doliyaan Khush Naseebon Ki Sajati Rahen
mehandiyan Sabke Haathon Mein Rachati Rahen
doliyaan Khush Naseebon Ki Sajati Rahen
mehandiyan Sabke Haathon Mein Rachati Rahen
phool Chehron Ke Bhi Muskurate Rahen - 2
chudiyaan Dulhanon Ki Khanakti Rahen
doli Chadh Ke Dulhan Sasuraal Chali Doli Chadh Ke
kaise Hasrat Se Baabul Ki Dekhen Gali
doli Chadh Ke Dulhan Sasuraal Chali Doli Chadh Ke

koi Ghunghat Hata Dega Jab Raat Ko
bhul Jaayegi Maike Ki Har Baat Ko
koi Ghunghat Hata Dega Jab Raat Ko
bhul Jaayegi Maike Ki Har Baat Ko
apane Raaja Ki Baahon Mein So Jaayegi - 2
leke Palkon Mein Khushiyon Ki Baraat Ko
doli Chadh Ke Dulhan Sasuraal Chali Doli Chadh Ke
kaise Hasrat Se Baabul Ki Dekhen Gali
doli Chadh Ke Dulhan Sasuraal Chali Doli Chadh Ke ..))

Posted by :{ Anamika Tyagi }

About Doli Chadh Ke Dulhan

Doli Chadh Ke Dulhan is a song from Doli 1969. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Doli 1969 album song list for more songs and album details.