Do Pyar Ki Baten Ho Lyrics, Singer & Song Details

Bedardi 1951 album cover

Bedardi 1951 Album Details

Kidar Sharma
Roshanlal Nagrath
Shamsul Huda Bihari
Geeta Bali, Jeevan, Amirbai Karnataki

album songs
Do Pyar Ki Baten Ho
Singer : Geeta Dutt

Do Pyar Ki Baten Ho Lyrics

Song Tilte = Do Pyar Ki
Movie/album = Bedardi (1951)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Composer = Roshanlal Nagrath
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Do pyar ki baate ho jaaye
Ek tum kahe do ek hum kahe de
Do pyar ki baate ho jaaye
Armaan jise sunkar lehraye
Ek tum kahe do ek hum kahe de
Do pyar ki baate ho jaaye

Rag rag mein umange jag uthe
Duniya pe jawani chha jaaye
Rag rag mein umange jag uthe
Duniya pe jawani chha jaaye
Do bol jo dil mein utar jaaye
Ek tum kahe do ek hum kahe de
Do pyar ki baate ho jaaye

Ek koyal ki awaaz bane
Ek madhur tarana bulbul ka
Ek koyal ki awaaz bane
Ek madhur tarana bulbul ka
Dil jhume yeh kaliya muskaye
Ek tum kahe do ek hum kahe de
Do pyar ki baate ho jaaye

Jo geet bane jag walo ke
Aakash pe jinki dhum mache
Jo geet bane jag walo ke
Aakash pe jinki dhum mache
Jinhe chand sitare bhi gaye
Ek tum kahe do ek hum kahe de
Do pyar ki baate ho jaaye...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Do Pyar Ki Baten Ho Video

About Do Pyar Ki Baten Ho

Do Pyar Ki Baten Ho is a song from Bedardi 1951. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Bedardi 1951 album song list for more songs and album details.