Do Pyar Karne Wale Lyrics, Singer & Song Details

Jungle 2000 album cover

Jungle 2000 Album Details

Ram Gopal Varma
Sandeep Chowta
Sameer
Sunil Shetty, Fardeen Khan, Urmila Matondkar

album songs
Do Pyar Karne Wale
Singer : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan

Do Pyar Karne Wale Lyrics

Song Title = Do Pyar Karne Wale
Movie/Album = Jungle (2000)
Singer(s) = Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Music Director(s) = Sandeep Chowta
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((do pyar karne wale jungle me kho gaye
baghee bane pagal bane divane ho gaye
kaho abb kya kare, kare abb kya kare
arre abb kya kare, ajee abb kya kare
do pyar karne wale jungle me kho gaye
baghee bane pagal bane divane ho gaye

darr lagta hai yar kahee na sher aa jaye
paake akele me na ham dono ko kha jaye
dekhega jo tujhko tujhpe mar jayega
meree jan pe woh apni bhee jan lutayega
tere husn ke jadu se woh bach nahee payega
dare ham kyon dare, bhala ham kyon dare
arre ham kyon dare, ajee ham kyon dare
do pyar karne wale jungle me kho gaye
baghee bane pagal bane divane ho gaye

hamne suna toh par purane log kehte hain
aise ghane jungle me kale bhut rehate hain
tere naino se agar woh naino ko ladayega
tir nigahon ka usake dil me gadh jayega
tere ishk ka bhut bhuto pe chadh jayega
galey milke galey chale aasheek chale
chale milke chale divane ham chale

do pyar karne wale jungle me kho gaye
baghee bane pagal bane divane ho gaye
kaho abb kya kare, kare abb kya kare
arre abb kya kare, ajee abb kya kare
do pyar karne wale jungle me kho gaye
ek doosre ke pyar me divane ho gaye...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Do Pyar Karne Wale

Do Pyar Karne Wale is a song from Jungle 2000. It is sung by Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Sandeep Chowta. Read the lyrics above and view the Jungle 2000 album song list for more songs and album details.