Do Nishaaniyan Heartbreak Repr Lyrics, Singer & Song Details

Jhootha Hi Sahi 2010 album cover

Jhootha Hi Sahi 2010 Album Details

Abbas Tyrewala
A. R. Rahman
Abbas Tyrewala
John Abraham, Pakhi Tyrewala, Raghu Ram

album songs
Do Nishaaniyan Heartbreak Repr
Singer : Sonu Nigam

Do Nishaaniyan Heartbreak Repr Lyrics

Song Title = Do Nishaaniyan Heartbreak Reprise
Movie/Album = Jhootha Hi Sahi (2010)
Singer(s) = Sonu Nigam
Song Lyricists = Abbas Tyrewala
Music Composer = A.R. Rahman

Mp3 Song Lyrics

((Ek dor se bandhi kaise do kahaniyan
Ek taar se judh gayi kaise yeh do zindgaaniyan
Iss phone ke saaz par meri awaaz bhar mujhpe hansti hai khamoshiyan
Mere chehre ki do nishaaniyan - 4 times

Kis ki nawazish hui rookhi si zindagi par
Halki si baarish hui sookhi si zindagi par
Hai khauf ke na chura le koi kal
Mere aasmaan se yeh chori ke baadal
Churaye se meherbaaniyan
Mere chehre ki do nishaaniyan

Maana ke naazil nahi hona tha yeh farishta
Maana ke haasil na hona tha hum ko yeh rishta
Lagey khoobsurat mujhe ab khuda tu
Farishte se mere na karna juda tu
Mita de yeh badgumaaniyan
Mere chehre ki do nishaaniyan


Ek dor se bandhi kaise do kahaniyan
Ek taar se judh gayi kaise yeh do zindgaaniyan
Iss phone ke saaz par meri awaaz bhar mujhpe hansti hai khamoshiyan
Mere chehre ki do nishaaniyan - 3 times
Do nishaaniyan...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Do Nishaaniyan Heartbreak Repr

Do Nishaaniyan Heartbreak Repr is a song from Jhootha Hi Sahi 2010. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Abbas Tyrewala. Music information: A. R. Rahman. Read the lyrics above and view the Jhootha Hi Sahi 2010 album song list for more songs and album details.