Do Jhoot Jiye Ek Sach Lyrics, Singer & Song Details

Do Jhoot 1975 album cover

Do Jhoot 1975 Album Details

Jitu Thakar
Jaikishan, Shankar
M. G. Hashmat
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee, Aruna Irani

album songs
Do Jhoot Jiye Ek Sach
Singer : Lata, Usha Mangeshkar

Do Jhoot Jiye Ek Sach Lyrics

Song Title = Do Jhoot Jiye Ek Sach
Movie/Album = Do Jhoot (1975)
ingers = Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = Jitu Thakar

Mp3 song lyrics

((Do jhut diye ek sach ke liye
Aur sach ne kya inam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye
Aur sach ne kya inam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye

Kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
Kis ajib mod par aa gayi hai zindagi
Har taraf purasiya bhuji bhuji hai roshni

Na dube aur na par hue
Mozo par roz mukam kiye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye

Do dilo me ho gaye
Do jaha ke fasle
Do dilo me ho gaye
Do jaha ke fasle
Manjilo ke pas hi
Lut gaye hai fasle

Jo kam kisi dushman ke hai
Wo ulfat ne anjam diye
Badnaam hue nakam hue
Na karne jaise kam kiye
Do jhut diye ek sach ke liye...))

Posted by :{Anamika Tyagi}

About Do Jhoot Jiye Ek Sach

Do Jhoot Jiye Ek Sach is a song from Do Jhoot 1975. It is sung by Lata, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Do Jhoot 1975 album song list for more songs and album details.