Do Jahaan Sath Le Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Haider 2014 album cover

Haider 2014 Album Details

Vishal Bhardwaj
Vishal Bhardwaj
Gulzar
Shahid Kapoor, Tabu, Shraddha Kapoor, Kay Kay Menon

album songs
Do Jahaan Sath Le Gaya
Singer : Shraddha Kapoor, Suresh Wadkar

Do Jahaan Sath Le Gaya Lyrics

Song Title = Do Jahaan Sath Le Gaya
Movie/album = Haider (2014)
Singers = Shraddha Kapoor, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Gulzar
Music Director = Vishal Bhardwaj
Director = Vishal Bhardwaj

Mp3 Song Lyrics

((Sirey udhad gaye hain subaho shaam ke
Woh mere do jahaan saath le gaya..
Tamaam daastan saath le gaya
Woh mere do jahan saath le gaya
Tamaam daastaan saath le gaya

Bitti naai doorie
Choom zaraai baamaraiyo
Kya kar hou thaam
Zaar zaraai baamaraiyo

Woh bepanah pyaar karta tha mujhe
Woh bepanah pyaar karta tha mujhe
Gaya toh meri jaan saath le gaya
Tamaam daastan saath le gaya

Sharmand kartha aaftaabo
Kand haalai zoon
Khand chaini gaij so
Laij so daraai baamaraiyo

Main sajde se utha to koi bhi na tha
Main sajde se utha to koi bhi na tha
Wo paaon ke nishan saath le gaya
Gaya toh meri jaan saath le gaya
Wo mere do jahaan saath le gaya
Tamaam dastaan saath le gaya...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Do Jahaan Sath Le Gaya

Do Jahaan Sath Le Gaya is a song from Haider 2014. It is sung by Shraddha Kapoor, Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Haider 2014 album song list for more songs and album details.