Do Ghadi Behla Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Nazdeekiyan 1982 album cover

Yeh Nazdeekiyan 1982 Album Details

Vinod Pande
Ganesh
None
Marc Zuber, Shabana Azmi, Parveen Babi, Mala Jaggi, Bharati Achrekar, Neena Gupt

album songs
Do Ghadi Behla Gayi
Singer : Bhupinder Singh

Do Ghadi Behla Gayi Lyrics

Song Title = Do Ghadi Behla Gayi
Movie/album = Yeh Nazdeekiyan (1982)
Singers = Bhupinder Singh
Song Lyricists = N/A
Music Director = Ganesh
Director = Vinod Pande

Mp3 Song Lyrics

((Do ghadi bahla gayi parchaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya
Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya

Rash masata jism poonam ki chata
Ye ghanere bal sawan ki ghata
Tum ko haskar badlo ko dekh lo
Tum ko haskar badlo ko dekh lo
Bijli lene lage angdaiya
Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya

Jo bhi in aankho me khoya kho gaya
Jo tumhara ho gaya bas ho gaya
Jo bhi in aankho me khoya kho gaya
Jo tumhara ho gaya bas ho gaya
Dubne wala na phir ubhra kabhi
Dubne wala na phir ubhra kabhi
Uff nigahe taz ki gahrahiya
Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya

Tum meri dunia mera iman bhi ho
Tum meri hasrat tumhi mera arman ho
Tum jo ho to har taraf sangeet hai
Tum jo ho to har taraf sangeet hai
Tum nahi to jahar hai sahnaiya
Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya
Phir wahi gum hai wahi tanhaiya tanhaiya
Do ghadi bahla gayi parchaiya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Do Ghadi Behla Gayi

Do Ghadi Behla Gayi is a song from Yeh Nazdeekiyan 1982. It is sung by Bhupinder Singh. Lyrics are credited to None. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Yeh Nazdeekiyan 1982 album song list for more songs and album details.