Do Din Hasaaya Pyar Ne Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar 1950 album cover

Pyaar 1950 Album Details

V M Vyas
Sachin Dev Burman
Rajendra Krishan
Raj Kapoor, Nargis Dutt, Yaqub, Shyama, Nawab, Asha Lata

album songs
Do Din Hasaaya Pyar Ne
Singer : Geeta Dutt

Do Din Hasaaya Pyar Ne Lyrics

Song Title = Do Din Hasaya Pyar Ne
Movie/album = Pyaar (1950)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = V. M. Vyas

Mp3 Song Lyrics

((Do din hasaya pyar ne
Sau din rulane ke liye
Do din hasaya pyar ne
Sau din rulane ke liye
Wo meri duniya mein aaye
Deep bujhane ke liye
Sau din rulane ke liye
Do din hasaya pyar ne
Sau din rulane ke liye

Maine jin aankho se
Dekhi thi mohabbat ki khushi
Ab wohi aankhe hai
Bas aasu bahane ke liye
Sau din rulane ke liye
Do din hasaya pyar ne
Sau din rulane ke liye

Pyar ki duniya mein
Rone ke siwa kuch bhi nahi
Dil ne kosis kisliye ki
Muskurane ke liye
Sau din rulane ke liye
Do din hasaya pyar ne
Sau din rulane ke liye

Dard mere waste
Fariyad mere waste
Pyar ki khushiya to likhi
Hai zamane ke liye
Sau din rulane ke liye
Do din hasaya pyar ne
Sau din rulane ke liye.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Do Din Hasaaya Pyar Ne

Do Din Hasaaya Pyar Ne is a song from Pyaar 1950. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Pyaar 1950 album song list for more songs and album details.