Diwani Main Paagli Saajan Ki Lyrics, Singer & Song Details

Ishq Khuda Hai 1993 album cover

Ishq Khuda Hai 1993 Album Details

None
None
None
None

album songs
Diwani Main Paagli Saajan Ki
Singer : None

Diwani Main Paagli Saajan Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Diwani Main Paagli Saajan Ki
Song Lyrics Movie = Ishq Khuda Hai (1993)


Mp3 Song Lyrics

((deewaani main pagli saajan di main kamli
ishe di badli chhaayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li

angdaayi
deewaani main pagli saajan di main kamli
ishe di badli chhaayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li

angdaayi

aata nahin mere dil ko yakin yeh mulaakaat

thi koyi sapna nahi
hai naam uske jawaani meri yaar ke bin thi

kya jindgaani meri
dil mera hai kahin hosh mein main nahi
dil mera hai kahin hosh mein main nahi
haalat yeh usne banaayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li

angdaayi

sadke nilakhwaar main yaar ke log jeete hai

kaise bina pyaar ke
rakhi ve rabba mujhe hosh mein jo
giru main toh maahi ki aaghosh mein
keh du yeh sabse ishq ke majhab se
keh du yeh sabse ishq ke majhab se
chalti hai saari khudaayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li

angdaayi

na karein jikrr koyi bhi sadmaat ka
aaj mauka hai khushiyon ke jasbaat ka
kaun takraayega bekhudi se meri log lenge

sabak aashiqi se meri
khulke kahungi main dulhan banungi main
khulke kahungi main dulhan banungi main
sada aasmaan se ye aayi haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li

angdaayi
deewaani main pagli saajan di main kamli
ishe di badli chhaayi haay haay haay
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li

angdaayi
jindagi phir laut aayi khushiyon ne li

angdaayi ))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Diwani Main Paagli Saajan Ki

Diwani Main Paagli Saajan Ki is a song from Ishq Khuda Hai 1993. It is sung by None. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Ishq Khuda Hai 1993 album song list for more songs and album details.