Din Jawani Ke Hai Char Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Kaisi Mohabbat 2002 album cover

Yeh Kaisi Mohabbat 2002 Album Details

Dinkar Kapur
Sandeep Chowta
Nitin Raikwar
Deepak Tijori, Viveka Babajee, Krishna Abhishek, Mukesh Rishi

album songs
Din Jawani Ke Hai Char
Singer : Sunidhi Chauhan

Din Jawani Ke Hai Char Lyrics

Song Title = Din Jawani Ke Char Char
Movie/album = Yeh Kaisi Mohabbat (2002)
Singers = Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Nitin Raikwar
Music Director = Sandeep Chowta
Director = Dinkar Kapur

Mp3 Song Lyrics

((Din jawani ke hai, din jawani ke hai
Din jawani ke hai, char char char
Ha, hume chahiye pyar, pyar pyar
Pyar me jaye to zindgi ho hansi
Dundati hai nazar yaar, yaar, yaar
Din jawani ke hai, char char char
Ha, hume chahiye pyar, pyar pyar

Hai nasha hi nasha par maja hai nahi
Sath me agar koi jane jana nahi
Hai nasha hi nasha par maja hai nahi
Sath me agar koi jane jana nahi
Jo tujhe pyar de, baho ke har de
Tujhka us pe rahe etbar
Din jawani ke hai, char char char
Ha, hume chahiye pyar, pyar pyar

Mai khadi hu yaha, dil kahi aur hai
Dil ki kamoshiya me bada shor hai
Mai khadi hu yaha, dil kahi aur hai
Dil ki kamoshiya me bada shor hai
Wo khuda chahe to, aaj mil jaye wo
Hai meri ye najar bekarar haye
Din jawani ke hai, char char char
Ha, hume chahiye pyar, pyar pyar
Din jawani ke hai, char char char
Ha, hume chahiye pyar, pyar pyar
Pyar me jaye to zindgi ho hansi
Dundati hai nazar yaar, yaar, yaar
Din jawani ke hai, char char char
Ha, hume chahiye pyar, pyar pyar.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Din Jawani Ke Hai Char

Din Jawani Ke Hai Char is a song from Yeh Kaisi Mohabbat 2002. It is sung by Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Nitin Raikwar. Music information: Sandeep Chowta. Read the lyrics above and view the Yeh Kaisi Mohabbat 2002 album song list for more songs and album details.