Din Ho Ya Raat Ho Lyrics, Singer & Song Details

Wardat 1981 album cover

Wardat 1981 Album Details

Ravikant Nagaich
Bappi Lahiri
Ramesh Pant
Mithun Chakraborty, Kajal Kiran, Iftekhar, Jagdeep, Kalpana Iyer, Shakti Kapoor

album songs
Din Ho Ya Raat Ho
Singer : Annette Pinto, Bappi Lahiri

Din Ho Ya Raat Ho Lyrics

Song Title = Din Ho Ya Raat Ho
Movie/album = Wardaat (1981)
Singers = Annette Pinto, Bappi Lahiri
Lyricists = Ramesh Pant
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go

Mera dil mujhse yahi kahta hai
Tumhe pahle bhi kahi dekha hai
Jaise koi bhula hua rista hai
Tabhi to maine tumhe roka hai
Jiwan pyar bina fika hai
Maine to dunia se yahi sikha hai
Kya

Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa
Jina hai to bindas jiye ja
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa
Jina hai to bindas jiye ja
Mera dil mujhse yahi kahta hai
Tumhe pahle bhi kahi dekha hai

Mana hum ajnabi hai
Mile abhi abhi hai to kya hua
Dekho meri ankho me tumko
Dikhega apna hi chehra
Mana hum ajnabi hai
Mile abhi abhi hai to kya hua
Dekho meri ankho me tumko
Dikhega apna hi chehra
To phir

Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa
Jina hai to bindas jiye ja
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa
Jina hai to bindas jiye ja
Mera dil mujhse yahi kahta hai
Tumhe pahle bhi kahi dekha hai
Jaise koi bhula hua rista hai
Tabhi to maine tumhe roka hai

Dunia jab se bani hai
Pyar wahi hai badle hai log
Pagal karke hi chhode
Badta hi jaye aisa hai rog
Dunia jab se bani hai
Pyar wahi hai badle hai log
Pagal karke hi chhode
Badta hi jaye aisa hai rog
To phir
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa
Jina hai to bindas jiye ja
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa
Jina hai to bindas jiye ja
Mera dil mujhse yahi kahta hai
Tumhe pahle bhi kahi dekha hai
Jaise koi bhula hua rista hai
Tabhi to maine tumhe roka hai

Jiwan pyar bina fika hai
Maine to dunia se yahi sikha hai
Kya
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa
Jina hai to bindas jiye ja
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa
Jina hai to bindas jiye ja
Mera dil mujhse yahi kahta hai
Tumhe pahle bhi kahi dekha hai

Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Din Ho Ya Raat Ho

Din Ho Ya Raat Ho is a song from Wardat 1981. It is sung by Annette Pinto, Bappi Lahiri. Lyrics are credited to Ramesh Pant. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Wardat 1981 album song list for more songs and album details.