Din Hai Bahar Ke Lyrics, Singer & Song Details

Waqt 1965 album cover

Waqt 1965 Album Details

Yash Chopra
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Balraj Sahni, Sunil Dutt, Sadhana, Raaj Kumar, Shashi Kapoor, Sharmila Tagore

album songs
Din Hai Bahar Ke
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Din Hai Bahar Ke Lyrics

Song Title = Din Hai Bahar Ke
Movie/album = Waqt (1965)
Singers = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = Yash Chopra

Mp3 Song Lyrics

((din hai bahar ke tere mere ikrar ke
dil ke sahare aaja pyar kare
din hai bahar ke tere mere ikrar ke
dil ke sahare aaja pyar kare
dusman hai pyar ke jab lakho gam sansar ke
dil ke sahare kaise pyar kare

dunia ka bojh jara dil se utar de
choti si zindagi hai haske gujar de
dunia ka bojh jara dil se utar de
choti si zindagi hai haske gujar de
apni to zindagi biti hai jee ko mar ke
dil ke sahare kaise pyar kare
din hai bahar ke tere mere ikrar kare
dil ke sahare aaja pyar kare

acha nahi hota yuhi sapno se khelna
bada hi kathin hai hakikato ko jhelna
acha nahi hota yuhi sapno se khelna
bada hi kathin hai hakikato ko jhelna
apni hakikate mere sapno pe war ke
dil ke sahare aaja pyar kare
dusman hai pyar ke jab lakho gam sansar ke
dil ke sahare kaise pyar kare

aisi waisi bate sabhi dil se nikal de
jina hai to kashti ko dhare pe dar de
aisi waisi bate sabhi dil se nikal de
jina hai to kashti ko dhare pe dar de
dhare ki god me ghere bhi hai majhdar ke
dil ke sahare kaise pyar kare
din hai bahar ke tere mere ikrar ke
dil ke sahare aaja pyar kare
din hai bahar ke tere mere ikrar ke
dil ke sahare aaja pyar kare..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Din Hai Bahar Ke

Din Hai Bahar Ke is a song from Waqt 1965. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Waqt 1965 album song list for more songs and album details.