Din Din Gin Gin Lyrics, Singer & Song Details

Khosla Ka Ghosla 2006 album cover

Khosla Ka Ghosla 2006 Album Details

Dibakar Banerjee
Bapi, Tutul
Jaideep Sahni
Anupam Kher, Boman Irani, Parvin Dabas, Vinay Pathak, Ranvir Shorey

album songs
Din Din Gin Gin
Singer : Kunal Ganjawala

Din Din Gin Gin Lyrics

Song Title = Din Din Gin Gin
Movie/Album = Khosla Ka Ghosla (2006)
Singer(s) = Kunal Ganjawala
Music Director = Bapi-tutul
Director = Dibakar Banerjee
Lyrics = Jaideep Sahni

Mp3 Song Lyrics

((din din gin gin kuchh ho raha hai
kuchh ho raha hai - 2
din din gin gin kuchh ho raha hai
kuchh ho raha hai - 2
raat raat saath saath kuchh chal raha hai
kuchh chal raha hai - 2
din din gin gin kuchh ho raha hai
kuchh ho raha hai - 2
din din gin gin...

pighal ke raat raat din ban raha hai
jag so raha hai koi jag raha hai
pal ug raha hai pal dhal raha hai
dekho dekho yaaron kuchh ho raha hai
din din gin gin kuchh ho raha hai
kuchh ho raha hai - 2
din din gin gin kuchh ho raha hai
kuchh ho raha hai - 2
din din gin gin...

jeetnewala ban chahe haarnewala ban chahe
marnewala ban chahe maarnewala ban chahe
tere haath mein teri kismat hai
pehchaanle yeh dastak hai
koi mit raha hai koi ban raha hai
lamha lamha banke mauka ban raha hai
dekho dekho yaaron kuchh ho raha hai
din din gin gin kuchh ho raha hai
kuchh ho raha hai - 2
din din gin gin kuchh ho raha hai
kuchh ho raha hai - 2
raat raat saath saath kuchh chal raha hai
kuchh chal raha hai - 2
din din gin gin kuchh ho raha hai
kuchh ho raha hai - 2
din din gin gin...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Din Din Gin Gin

Din Din Gin Gin is a song from Khosla Ka Ghosla 2006. It is sung by Kunal Ganjawala. Lyrics are credited to Jaideep Sahni. Music information: Bapi, Tutul. Read the lyrics above and view the Khosla Ka Ghosla 2006 album song list for more songs and album details.