Dilli Se Rail Gadi Lyrics, Singer & Song Details

Suhag Sindoor 1961 album cover

Suhag Sindoor 1961 Album Details

R. Krishnan, S. Panju
Chitragupta Shrivastava
Rajendra Krishan
Manoj Kumar, Mala Sinha, Johny Walker, Balraj Sahni, Shobha Khote, Ulhas, Umakan

album songs
Dilli Se Rail Gadi
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Dilli Se Rail Gadi Lyrics

Song Title = Dilli Se Rail Gadi
Movie/album =Suhaag Sindoor (1961)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Chitragupta Shrivastava
Director = R. Krishnan, S. Panju

Mp3 Song Lyrics

((Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi
Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi

Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi
Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi

Dekhega daddy chand ka tukda
Pyar se chumega munne ka mukhda
Dekhega daddy chand ka tukda
Pyar se chumega munne ka mukhda
Bhulungi us din mai sab dukhda
Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi
Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi

Leke wo aayenge motar pam pam
Baithe ke jisme ghumenge sab hum
Leke wo aayenge motar pam pam
Baithe ke jisme ghumenge sab hum
Chedenge mil jul khushiyo ke sargum
Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi
Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi

Daddy ne tere aane se pahle
Chod ke mujhko jane se pahle
Daddy ne tere aane se pahle
Chhod ke mujhko jane se pahle
Yahi kaha tha thukrane se pahle
Dilli se rail gadi chhuk chhuk aayegi
chhuk chhuk aayegi
Munne ke daddy ji ko layegi ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dilli Se Rail Gadi

Dilli Se Rail Gadi is a song from Suhag Sindoor 1961. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Suhag Sindoor 1961 album song list for more songs and album details.