Dil Ye Behalta Nhi Lyrics, Singer & Song Details

Shaadi Karke Phas Gaya Yaar 2006 album cover

Shaadi Karke Phas Gaya Yaar 2006 Album Details

K S Adhiyaman
Sajid , Wajid, Dabboo Malik
Jalees Sherwani, Manohar Iyer
Salman Khan, Shilpa Shetty

album songs
Dil Ye Behalta Nhi
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik

Dil Ye Behalta Nhi Lyrics

Song Title = Dil Ye Behalta Nhi
Movie/Album = Shaadi Karke Phas Gaya Yaar (2006)
Singer = Abhijeet, Alka Yagnik, Hariharan, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
Lyricist =Jalees Sherwani, Manohar Iyer, Salim Bijnauri, Shabbir Ahmed
Music Director = Sajid , Wajid, Dabboo Malik, P. Sameer
Director =K.S. Adhiyaman

Mp3 Songs Lyrics

((Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar
Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya
Kuch to bata jaan-e-jaan

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar
Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya
Kuch to bata jaan-e-jaan

Pehle bhi hum tum mile the
Par aisi haalat na thi
Pehle bhi bechain tha dil
Aise qayamat na thi

Khud ko na rok paoon
Bas tere paas aoon
Ke dil pe zor chalta nahin

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar

Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya
Kuch to bata jaan-e-jaan

Duniya lage hai nayi si
Chaahat puraani lage

Main hi nahin hoon deewana
Tu bhi deewani lage

Tune jo naam kaha hai
Maine woh sun liya hai
Tumhaara dil sambhalta nahin

Dil yeh bahalta nahin hai
Jab tak na dekhoon tujhe
Har pal karoon intezaar
Kyon ho gaya mujhko pyaar

Deewana ho gaya dil
Deewana ho gaya dil
Karoon kya
Kuch to bata jaan-e-jaan...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Ye Behalta Nhi

Dil Ye Behalta Nhi is a song from Shaadi Karke Phas Gaya Yaar 2006. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Jalees Sherwani, Manohar Iyer. Music information: Sajid , Wajid, Dabboo Malik. Read the lyrics above and view the Shaadi Karke Phas Gaya Yaar 2006 album song list for more songs and album details.