Dil Use Doongi Lyrics, Singer & Song Details

Bandi 1957 album cover

Bandi 1957 Album Details

Satyen Bose
Shyamal Mitra
Indeevar
Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar

album songs
Dil Use Doongi
Singer : Asha Bhosle

Dil Use Doongi Lyrics

Song Title = Dil Use Doongi
Song Lyrics Movie = Bandi
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Shyamal Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dil use dhungi jo ho
Sare zamane se nirala
Dil use dhungi jo ho
Sare zamane se nirala
Pyar pa lena mera
Sabhi ke bas ka nahi
Chahiye ha chahiye koi
Tere jaisa dilwala
Dil use dhungi jo ho
Sare zamane se nirala

Mere galo mein khile
Gulsita dekh bhi lo
Dono aankhon mein sanam
Dono jaha dekh bhi lo
Mere galo mein khile
Gulsita dekh bhi lo
Dono aankhon mein sanam
Dono jaha dekh bhi lo
Haye dekho jiwan se bhara
Hotho kya pyala
Dil use dhungi jo ho
Sare zamane se nirala

Nishani pyar ki hai
Heero ka haar mera
Jise kat jaaye jigar
Wo hai singar mera
Nishani pyar ki hai
Heero ka haar mera
Jise kat jaaye jigar
Wo hai singar mera
Hosh mein aao sanam
Zindagi pass khadi
Zindagi se bhi badi
Pyar ki ek ghadi
Haye bujha lo pyar se
Tum dil ki jwala
Dil use dhungi jo ho
Sare zamane se nirala
Pyar paa lena mera
Sabhi ke bas ka nahi
Chahiye ha chahiye koi
Tere jaisa dilwala
Dil use dhungi jo ho
Sare zamane se nirala
Dil use dhungi jo ho
Sare zamane se nirala...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Dil Use Doongi Video

About Dil Use Doongi

Dil Use Doongi is a song from Bandi 1957. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Shyamal Mitra. Read the lyrics above and view the Bandi 1957 album song list for more songs and album details.