Dil Udta Hai Kya Kehata Lyrics, Singer & Song Details

Jazbaat 1994 album cover

Jazbaat 1994 Album Details

Anant Balani
Raamlaxman
Suman Sarin
Suchitra Krishnamoorthi, Rohit Roy, Reema Lagoo

album songs
Dil Udta Hai Kya Kehata
Singer : Asha Bhosle, Sameer Dattani

Dil Udta Hai Kya Kehata Lyrics

Song Title = Dil Udta Hai Kya Kehata
Movie/album = Jazbaat (1994)
Singers = Asha Bhosle, Sameer Dattani
Song Lyricists = Suman Sarin
Music Director = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Anant Balani
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dil udta hai kya kehata hai
Dil udta hai kya kehata hai
O aaja jane man
Pyar ki kasam chhaya hai nasha
O aaja jane man
Pyar ki kasam chhaya hai nasha
Tan mehaka hai man behaka hai
Tan mehaka hai man behaka hai
O sanso me chaman
Baho me gagan itra rahi hai hawa
O sanso me chaman
Baho me gagan itra rahi hai hawa
Dil udta hai kya kehata hai

Chho ke na jaaiye zara karib aaiye
Sanso meri samaaiye
O sanso meri samaaiye
Dar bahaut hai lag raha
Chand bhi hai jag raha
Ye sama bahut sulag raha
O ye sama bahut sulag raha
O chhod de sitam ho haseen sanam
Dil ki duniya basa

O sanso me chaman
Baho me gagan itra rahi hai hawa
Tan mehaka hai man bahka hai
Tan mehaka hai man bahka hai
O aaja jane man
Pyar ki kasam chhaya hai nasha
O sanso me chaman
Baho me gagan itra rahi hai hawa
Dil udta hai kya kehata hai
Dil udta hai kya kehata hai
Dil udta hai kya kehata hai...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Dil Udta Hai Kya Kehata

Dil Udta Hai Kya Kehata is a song from Jazbaat 1994. It is sung by Asha Bhosle, Sameer Dattani. Lyrics are credited to Suman Sarin. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Jazbaat 1994 album song list for more songs and album details.